Appeal Chanda

Dated ; 05/05/2020

Mohtarami O Mukarami ! Assalamu Alaikum O Rahmatuulahi O Barkatahu.
Har saal Ramzan mein Madarse ke Aamelin hazraat Aap logon tak pahunch kar Chanda Wasool karte the.Laikin Is saal Ramzan mein CORONA VIRUS Vaba par pabandi ki vajah se Aap logon tak pahunchne se qasir rahenge. Lehaza in halaat mein mamool se ziyada Madarse ka Tawon farmayen.Bank ke zariye ya Google pay ke zariye Madarse ke Account me jama karsakte hain.Yaqinan in halaat mein Aap ka tawon zaroor Allah tala ko pasand ayega.

Bank Account Details :
ANJUMAN FALAHUL MILLAT
SBI Brach GURMITKAL
A/C.No. 52172869342
IFSC Code : SBIN0020233

From :- Sadar O Arakeen Madarsa Babul ilm Tahfizul Quran GURMITKAL
Web: www.babulilm.in
Mobile :- 9449259155 – 9449693212 –  9986044923 –  9591452741